Aao Huzoor ﷺ ki Sunnat Sikhain

Aao Huzoor ﷺ ki Sunnat Sikhain

Aao Huzoor ﷺ se Sunnat Sikhain


Subah Uthne Ki Sunnat

Sunnat:
Jab Nabi ﷺ neend se uthte, toh sabse pehle Allah ka shukar ada karte hue yeh dua padte:

Dua:
"Alhamdulillahil-lazi ahyana ba'da ma amatana wa ilaihin-nushoor."
(تمام تعریفیں اس اللہ کے لیے ہیں جس نے ہمیں موت کے بعد زندگی دی، اور اُسی کی طرف لوٹ کر جانا ہے۔)

Hadees Reference:
حضرت حذیفہ رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ "جب رسول اللہ ﷺ رات کو نیند سے بیدار ہوتے تو یہ دعا پڑھتے۔"
(Sahih al-Bukhari, Hadith 6312)

Fawaid (Faide):

Din ka aghaaz Allah ki yaad aur shukr ke sath hota hai.

Ye sunnat zindagi ka naya din milne par ek roohani izhar-e-shukar hai.

Isse dil mein yaqeen paida hota hai ke har neend ek chhoti maut hai, aur har jagna Allah ki rehmat hai.

Post a Comment

0 Comments